Blog Or Website Par Organic Traffic Kaise Badhaye - Full Information

Hello Bloggers kaise ho? waise aaj hum blog or website par organic traffic kaise badhaye yeh janenge to shuruat karte hai jaise ki hum jante hi hai ki jyadatar log blog online money earn ke liye banate hain lekin blog or website me kam organic traffic hone ke karan aisa ho nahi pata to chaliye jane ki kaise blog par organic traffic laye :-

Blog Or Website Par Organic


Blog or website par organic traffic kaise badhaye? Full information:-


Blog or website par organic traffic badhane ke liye  aapko website par kafi acha seo karna hoga. Agar aap apni website or blog me sahi seo karte hai to apki website dheere – dheere rank karne lagti hai jisse aapke blog or website par organic traffic milne lagta hai.

Blog or website me sahi seo setting kaise kare?


seo settings blog ke liye bahut hi important hain kyon ki agar Seo main kuch galti hui to apka blog google search engine se gayab ho jayega so Seo sahi se kare jisse aap apne blog me sahi SEO settings kar pao. Agar aap full information lene chahte ho aap yeh article padhe - 

 blog me seo settings kaise kare?

On page seo setting karne ke bad hame off page seo karna hota hai jisse website jaldi se rank kare. Ab aap soch rahe honge ki ye off page seo settings kya hai? To main bata du jis tarah on page seo setting hai jisme –



1. Post Title – On page ka pehla kaam title hota hai jise hame kafi attractive bnana     hota hai.



 2. permalink – yeh post ka link hota hai jise hame seo ke mutabik banana hota hai jisme keyword ko add jarur kare.



3. Heading Tags – Article me heading use jarur kare aur kam se kam 3 se adhik heading bnaye.



4. Meta Description – yeh website ke liye kafi important part hai. Isme ek short and valuable post ka brief dena hota hai jisse google article ko crawl kar sake aur rank de sake..

Yeh the kuch important on page seo settings ab baat karte hai ki off page seo setting ki jisse website par organic traffic badha sake.

Blogger par push notification kaise lagye?
Blogger par traffic kaise increase kare?


Blog or Website par traffic kaise laye?
Organic traffic ke liye off page settings bhi kafi important mana jata hai jisme sbse important website ke liye high backlink bnana hota hai. Backlink two type’s ke hote hai.



1. No follow link.



2. Do follow link.



Aapki website par jitne adhik link honge utna hi aapki website rank karegi so abhi se hi backlink banaye jisse website rank hogi aur organic aa sake. Agar aap banana chahte hai to aapko high DA wali website or blog par comment kare jisse aapko backlink milne lagenge.

Online paise kaise kamaye?

Facebook par like kaise badhaye 100% working


To aaj mene aapko Blog or website par organic traffic kaise badhaye ki full information di jisse aap apni site par organic traffic la skoge. adhik jankari comment jarur kare.

8 Comments

Please comment if u like the post

  1. Bahut hi umda jaankari share ki hai aapne thanks for share

    ReplyDelete
  2. Interesting site. A great deal of web journals I see nowadays don't generally give whatever I'm keen on, however I'm undoubtedly inspired by this one. Recently imagined that I would post and tell you Mass Pages website

    ReplyDelete
  3. sir mere blog ki traffic achanak se bahut he kam ho gayi hai kya karan hoga.

    ReplyDelete
  4. bahut he badiya jankari share ki hai apne.

    ReplyDelete
  5. thanks for comment in blogging techmantra
    ==> keep visiting

    ReplyDelete

Post a Comment

Please comment if u like the post

Previous Post Next Post