Blog post ko 1st page par kaise laye

Hello friends Blogging techmantra me aapka swagat hai to friends aaj me sabse important topic par baat karne ja raha hu ki Blog post ko 1st page par kaise laye ya blog post ko rank kaise karaye. post ko 1st page par lana ya rank karana new bloggers ki ichha hoti hai to aap is article ko pdne ke baad puri kar sakte hai so let's start 😊


1st page par kaise laye
Blog post ko 1st page par kaise laye


Blog post ko 1st page par kaise laye :-

friends Blog post ko 1st page par lane ke liye sbse pehli baat hai ki har post ko man se likhe isse aapka sara focus post ko acha banane me help karta hai but new blogger ko shuruaat me SEO ke bare me itni knowledge nahi hoti jisse wo post me sahi SEO nahi kar pate isliye aaj me aapko kuch important tips bataunga jisse Blog post ko 1st page par asani se laya ja sakta hai  

1st page par kaise laye

Blog post

Blogger post ko 1st page me lane ke liye seo tricks :-

dosto blogger par post likhne se pehle aapko pata hona chaiye ki jo aap post likh rahe hai wo trending par hai ya nahi agar hai tabhi post likhe ab baat aati hai ki post ko kaise likhe?


Post me attractive headings banaye :-

Blog ki post me high quality content dale jisse aap ki post ki rank bad jati hai or sbse important baat post ka title fully eye catching hona chaiye hai jisme ek target keyword add kare aur seo ki starting aapke title se hi start hota hai isliye hmesha Title kafi acha banaye eske baad aapko post me kam se kam 3 headings jarur banani hai aur aapka target keyword heading me include kare.


Post ki Length adhik rakhe :-

blogging me famous hone ke liye hamesha post ko 800 words se adhik hi likhe aur aapko bata du ki google hamesha in post ko hi jyada importance deta hai jisse aap ki post 1st page par aane ke jayda chance bad jate hai 

Images ko optimize kare :-

jab bhi aap post likh rahe hai to post ko jayda attractive banane ke liye image add kare fir us optimize jarur kare means image ka size kam kare aur image ka title & alt tag jarur add kare isse aapki select ki hui image seo friendly ho jayegi jo ki aapki post 1st page par lane me bahut help karti hai.


Image alt tag

Note :- Search description me apni post ki description bare me likhe jisme aapko targeted keyword jarur add karna hai 

to friends in tariko ko apna kar Blog post ko 1st page par laya ja sakta hai i hope yeh article aapko pasand aaya hoga. agar aap ko isme kuch bhi aa rahi ho to comment jarur kare.

Yeh bhi padhe :- 
  1. Blogger par traffic kaise increase kare - top 5 tricks
  2. Blog me Seo Settings kaise kare ? full information
  3. https://www.bloggingtechamantra.com/2018/12/top-best-seo-tools.html

2 Comments

Please comment if u like the post

Post a Comment

Please comment if u like the post

Previous Post Next Post